Ye kya zamana hai,
Bulandiyon ka diwaana hai,
Har shaks apni hi dhun mey begaana hai,
Kyun nai sambhalta
humsey ab ye jo insaniyat ka paimaana hai,
Kya nahi raha insaaf key munsifon ka wajud baki is duniya mey,
Kya adam ko ab nainsaafi, haq talfi aur gunaho ka shajar ban jana hai.
Keh dey koi zalim sey fanna ho jayega wo bhi ek roz,
jab firaun mit gaya to usey kya isi duniya mey bas jana hai.?

No comments:
Post a Comment